Tuesday, May 19, 2015

Solution Of Problem: if ChampCash installation Set up is feeling problem

Problem 1 : Share Kiye Gaye Link Par Click Nahi Ho Raha ?

Solution : Agar Whatsapp Par kisi Friend ko Share kia gaya link Click nahi ho Rha to uske Mobile me Apana Mobile Number Save Kare. Fir Link Ban Jaega.

-------------------------------------------------

Problem 2 : Champcash ka Link / Apps Install / Challenge ki Apps ka Link Open Nahi ho rha
Step 1 : Pehle ye dekhe kii uss Phone me Google Chrome Browser install Hai ya nahi. Agar nahi hai to Play store se Chrome Browser install Kare.
Step 2 : Agar Chrome Browser install hai or Fir bhi Problem hai to Phone Setting--> Apps / Application Manager --> Reset Apps Preferences--> Reset Apps Par Click Kare.
Step 3 : Ab Link par Dobara click karo Or Complete Action Using me Play Store Select Karo. Agar Play Store nahi Likha to Chrome par click karo.

---------------------------------------
Problem 3 : Agar Challenge Complete Ho jae or Dashboard me Earning show Na Ho?
Solution 1 : Agar Great Screen Na aai Ho or Seedha Dashboard aa gaya ho to Phone ko restart karke doabara open kare. Agar uska challenge complete nahi hua hoga to Agli Apps install karne ke liye aa jaegi.
Solution 2 : Agar Great Screen aa Gai ho to 35 min. ka Intezaar kare. Or agar fir bhi na aae to Profile Me jaa kar Uska Sp ID check kare.

----------------------------------------
Problem 4 : Refer ID Page par Submit Nahi Ho rha Ya Galat Sponsor ID dikha Rha ho to?
Solution : iis Case me Phone ko restart karke dobara uss link par Click karna hai jo aapke Sponsor ne aapko dia hai. 

----------------------------------------
Problem 5 : Agar Koi Bhi App Install Kiye Bina Great Screen aa Jae to ?

Solution : Jo ID join Hui hai uski Jaankari turant Company ko dii jae Ya apne Sponsor Ko Phone Kar de.

-----------------------------------------
Problem 6 : Device Not Compatible Problem in Installing Apps
Solution : Android ka Version 4.2 Hona Chahiye. Agar Nahi hoga to Apps Install karne me Problem aaegi or Challenge complete nahi hoga.
------------------------------------------

Problem 7 : Browser Not Supported Problem :